Kya Hai Blogging ?Dosto aaj hum aapko batayenge ki blogging kya hai or kaise karte hai .Eske kya Faide hai tho chalo dosto hum jante hai ki aakhir hai kya ye or hum esse kaise suru kar sakte hai.
Blogging Kya Hai Kaise Karte Hai :
Friends, jaisa ki aap Google me kuch bhi type karte hai jo aap google me janne ke liye apni koi bhi kisi bhi parkar ki knowledge jaise aap janna chahte hai ki Blogging Kya Hai Kaise karte hai ? for( Ex. What is Blogging and how to work this ) tho dosto aap Google me bahut si website dekhte hai aapke saamne bahut se result khul ke aate hai fir aap unme se kisi bhi website ko khol ke dek sakte ho fir aapko information mil jati hai tho bus dosto esse ko hum Blogging kahte hai. Or jo log ye information hame pardhan karte hai inhe Blogger Kahte hai.
Blogging 3 parkar ki hoti hai
1 . Good Blogging &
2. Bad Blogging
3. Event Blogging
Blogging Kya Hai Kaise Karte Hai :
Friends, jaisa ki aap Google me kuch bhi type karte hai jo aap google me janne ke liye apni koi bhi kisi bhi parkar ki knowledge jaise aap janna chahte hai ki Blogging Kya Hai Kaise karte hai ? for( Ex. What is Blogging and how to work this ) tho dosto aap Google me bahut si website dekhte hai aapke saamne bahut se result khul ke aate hai fir aap unme se kisi bhi website ko khol ke dek sakte ho fir aapko information mil jati hai tho bus dosto esse ko hum Blogging kahte hai. Or jo log ye information hame pardhan karte hai inhe Blogger Kahte hai.
Blogging 3 parkar ki hoti hai
1 . Good Blogging &
2. Bad Blogging
3. Event Blogging
1. Good Blogging :
Ye aachi parkar ki blogging hoti hai jaise ki hum kahe jo Log ( A good person ) jo acchi website banate hai or apni lagan or mehnat ke saath jankari share karte hai OR hai new blogger ko ye samjane ya kisi bhi person jo janna chahta hai usse acchi tarah se samja sake.
( Jo blogging karte hai unka yahi paryas rahta hai ki vo jo jankari share karta hai vo timepass ke liye naa kare or vo chahta hai ki uske dwara di gayi jankari se har koi acchi tarah se samaj sake yani uske dwara di gayi jankari se uss person ko acchi tarah se samja sake. )
2. Bad Blogging :
Ye Blogging vo log karte hai jo sirf rupyee kamane ke liye karte hai unka main Target (uddasay ) hota hai ki unhe jaldi se jaldi rupya mile or vo log acchi jankari share nahi karte (* Lalach buri bala hai ~ "Greed is bad" ) tho agr aapko blogging me succes hona hai tho aap rupye ki taraf mat bhagna kyoki blogging kaam ko dekhta hai naa ki rupees ko ek accha blogger hamesha yahi samjane ka paryas karta hai ki unke visitor unke bhagwan hote hai or vo chahte hai ki vo acche se acche unhe samja sake. )
3. Event Blogging :
Event Blogging Vo log karte hai Jo blogging me mahir hote hai Es blogging me kisi festival par karte hai paise kamane ke liye.
Blogging kaise karte hai
Friends , Google ke 2 platform hai
1. Blogger
2. Wordpress
1. Blogger :
Dosto Google ne blogging free me provide karwayi hui hai hum esme apni website bana sakte hai or apni personality bhi bada sakte hai or bahut Earn bhi kar sakte ho.
Blogging karne ke liye aapko chahiye : Agar aapke pass ye enable hai tho aap blogging aashani se suruaat kar sakte hai.
1. Computer
2. Internet
3. Your Work ( aapki mehnat )
2. Wordpress :
Ye bhi Google ka hi platform hai but eske liye Website ke liye Hosting leni padti hai esme aapko feature jyada milenge
Blogging karne ke faide :
* Esse aapki personality Improve hoti hai agar aap ek acche blogger hai tho aap logo ki mamad karoge tho aapka world me naam hoga.
* Esse aapki Earning aachi hogi agar aap acchi jankari share karte hai means asi jankari jo new blogger ko nahi pata hota ya Internet par nahi hai.
* Esse aapko new knowledge milti hai aapki knowledge increase hoti hai.
* Apke blog par new comments aate hai tho jo information blogger ko nahi pata hoti hai vo comment ke jariye pata lag jati hai.
"Fraud Blogger Se Shavdhan : Kuch Blogger Website ka lalach dekar Paise lelete hai asse blogger se shavdhan rahiye"
Agar aap ek new blogger hai or blogging me suruaat kar rahe hai or success blogger banna chahte hai tho aap hamari posts ko padte rahiye or kabhi bhi paise ke peeche mat bhagna kyoki kyoki success blogger hamesha apni knowledge increase karta hai usse paise ki fikar nahi hoti kyoki mehnat ki safalta ka raaj hai. Friends agr aapko ye post pasand aayi tho esse like and share kariye taki aapke dosto ko bhi ye jankari mile.
0 comments: